Dear Zainab Young Stunners
На этой странице вы найдете полный текст песни "Dear Zainab" от Young Stunners. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Chorus: Talha Anjum]
Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai
Dear Zainab, qoum sharminda hai
Ke margayi Hawwa ki beti, maarnay walay zinda hain
Dear Zainab, ab tu salamat hai
Teri hasti hui woh tasveer ek jeet ki alamat hai
[Verse 1: Talha Anjum]
Umar saat saal, befikar woh kal se
Woh jaa rahi hai ghar se madarse ko chal ke
Chota sa qad, aur qadam uske halke
Aur uski aankhon mai se dua maa ki chalke
Usse na samajh aayi hua kia aur hua kyu
Woh puchegi khuda se kon tha woh aisa kyu
Kitne sawaal honge uske labon pe
Aur idhar police chirkay namak mere zakhmon pe
Ab peeche rehgaye muzakarat muzahiray
Social media bhi chup, bhool gaye sab, zaahir hai
Hum tou bas follow karte trend
Waqt guzar jaata, every story's gotta end
Lekin kab tak?
Hawwa ki beti darti rahaygi
Aur kab tak?
Woh izzat k maaray hi chup rahegi
Aur kab tak?
Ahle khaana izzat bachate rahengay
Aur kab tak?
Hum na-baligh janazay uthate rahengay?

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.