[Intro]
Baarish ho rahi bahir or main kamre mein akela
Andhera bada zaalim mujhe sone nahi dera
Do ghante se likhne ki main koshish hi kar raha hun
Apne ghar ke andar ghar bana ke betha hu main mera
Laazim nahi hai mujh pe ke main sunun sab ki baatein
Par main sun leta hu kyun ke thoda naram dil jo thera
Jaana teri yaadein mujhe sone hi nahi deti
Lete-lete is bistar pe kab ho jaata hai sawera
[Verse 1]
Mujhe nahi pata hai mujh se mat poocho na
Apne khwaab poore karne ke liye sab kho dunga
Pehle hi sab kho chuka hun, ab kya khaak kho dunga?
Akelеpan mein lagta hai phir se poori raat ro dunga
Main teri yaad mеin asliyat se bhaag ke
Jaunga kahan mein mujhe bas bata de aaj ye
Zindagi tamasha jo kamata wo udaata
Chand bachata kyun ke idhar kaafi pesh hote haadse
[Bridge]
Aleem kidhar gayab ho gaye ho?
Na khud se karte message na reply dete ho
Socially inactive, interactive nahi ho zara
Aise nahi the pehle jaana kya se kya hogaye ho
Ayee
Kidhar gayab ho gaye ho?
Dekhte dekhte duniya ki tum vibe hogaye ho
Easily do gaali de kar aa sakte tum aage
Par tum aana nahi chahte bade nice hogaye ho

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.