[Chorus]
Pehnu mehnge mehnge kapde
In aankhon me nasha mera dikhta hai
Meri banti nahi hai khud ke sage baap se
Use mere andar beta hi nahi dikhta hai
Pehnu, pehnu, pehnu mehnge mehnge kapde

[Verse 1]
Sayad mere andar kalakaar jo mere baap ne pehchana nahi
Saadhe nau ke baad ghar pe gaane vaane gaana nahi
Mujhse paise leke kisi studio me jaiyo mat
Beta kabhi ausi chizo ko dil se lagana nahi
Music kya hi dega ab mai khelu laakho me
Kal mai galiyon me tha, ab bade sitaro me
Papa mushki hai akele sab kuch haasil karna
Tera ladka heera pehnega kitaabo se
Jab mai geera toh koi saath dene waala nahi
Jaise bhi haalat, maine mushkilo ko taala nahi
Jeena toh zindagi sikha deti hai
Ab mai jaisa bhi hun everybody knows me ki

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.