Danish Roomi:

Ba-wafa na sahi kair hai
Bewafa tum bade khoob the
Maine palko ke aanchal me tujhko rakha
Tere labh pe rahi bas ye hi sada

Tu reha kar dena Tu reha kar dena Tu reha kar dena

Hum se kya ho saka ishq me Tumne fir bewafai ki hai

JJ47:

Dil me rahe vasvase kitne
Logo ne taane kase kitne
Tum haal ko apni samaj na sake
Tum roye yaad tum hanse kitne
Dil ke moholle musaafir to aate
Guzarte sab par base kitne
Likhne ko tumpe ji nahi karta
Ye sochke bharе hai safe kitne
Dhundh la wo jadeed lamhe
Chahiyе hame shadeed lamhe
Waqt kam kuch mazeed lamhe
Saude karle khareed lamhe
Paak lamhe paleet lamhe
Waqt kya jaate beet lamhe
Doori bhi kar gayi hai bhala
Hum haarke tumko jeete lamhe
Ishq seekha khuda se to phir Ispe kyu ye sawaal karna
Kamaal karna behaal karna
Aata tumko nidhaal karna
Hijr me guzri bheegi raate
Kab tak yuhi malaal karna
Qaid karna bahaal karna
Thoda tum bhi khayaal karna
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?