[Verse: GRAVITY]
Mai tere bina dard ka shikaar, de marz
Awara sadko pe, de do tum karz
Jinn hothon se karti thhi kaanon mai baatein ab unse hi dedo begaane ko baksh
Hai chand ke chehre pe dekha tumhe
Tum din ke ujaale mein raaton ka chain
Sab khojte daulat aur shohrat, mai neend ko kho ke har lamhe mein khoju tumhe
Tum phoolon si nazuk
Tum meri thhi mashooq
Ab jaake dur, sapno ko choor kar ban gayi aarzoo
Hota hai tajjub, ho nahi paas tum aaj
Hatash aur chup mai
Nazuk insaan tab rishte tootte
[Hook]
Mai tere bina kyu, mai tere bina kya
Mai dhundhta tera pata
Mai tere bina kyu, mai tere bina kya
Mai bhool chuka jahaan
Mai tere bina kyu, mai tere bina kya
Tu khush rahe sada
Mai tere bina kyu, mai tere bina kya
Mai jee lunga yaha
[Verse 2: GRAVITY]
Mera dil jala pada bana raakh, bana patthar
Toote mere khwab tabhi doob gaya tatt par
Chali nahi naav mai toh beh gaya has kar
Marunga mai kab tak, jaanu nahi ab tak
Tabhi toh saasein roki, baatein hoti thik-thak
Baadalon ke beech baitha, zyada lage 3-4 log
Jaha jaata aaspaas mere bheed-bhaad roz
Par fir bhi teri yaadon mai hu peeta, bojh mere kandho pe hai bohot jaise 30 saal ho
Hum hue alag bol isme kiska dosh?
Shayad yeh kismat ka khilta khot
Cheezein nahi tikti, baat hi hai itni
Pyaar lage titli, udd chali woh
Rang uska haathon pe lag chuka
Chehre pe rakh ke mai ashkon se pochu toh bol
Mujhko kya kami hai mujhme ya shayad yeh jeevan hi aisa hai
Tu mausam suhana, bas chali gayi, kya har koi aisa hai?
Ab hasrat na rahi tu reh gayi ek mayajaal
Tujhko khoke maine paaya kya?
Tune tha mujhme jagaya kya?

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.