[Verse 1]
Bhookh lagi patthar baandha pet pe
Din bhar bhaagu jaise diet heavy-weight pe
Suna kismat khud aati paas sabke
Mai bhi soya nahi khada hua kabse gate pe (Woo)
Dekhun, kya lakeere hai na haath me
Sochun, kya wajan meri baat me
Rahe darr bas ab bikharne ka
Jaise gira hua fal baghat me (Woo)
Tumhe hasrat husan ki
Mujhe hasrat nange badan ki
Rango'n duniya aur saade kafan ki
Mai toh baate karun sabke lagan ki
Kitna tuta hua hun jaise koi mareez hun
Phir bhi zinda hun, haan kya cheez hun!
Baat seedhi karo warna mere ispe
Ek mai gareeb, upar se badtameez hun
(Woo)
Teer nikle kamaan se
Insaan haar jaata kaise insaan se
Roti, kapda, makaan se
Nahi bikte jo jeete yahan shaan se
Paisa paani tha, bahata tha
Aisa kyun? kya iraada tha
Usse puchta hun mai sawaal ye
Kyun jalayi kashti jab tairna ni aata tha?
Bhookh lagi patthar baandha pet pe
Din bhar bhaagu jaise diet heavy-weight pe
Suna kismat khud aati paas sabke
Mai bhi soya nahi khada hua kabse gate pe (Woo)
Dekhun, kya lakeere hai na haath me
Sochun, kya wajan meri baat me
Rahe darr bas ab bikharne ka
Jaise gira hua fal baghat me (Woo)
Tumhe hasrat husan ki
Mujhe hasrat nange badan ki
Rango'n duniya aur saade kafan ki
Mai toh baate karun sabke lagan ki
Kitna tuta hua hun jaise koi mareez hun
Phir bhi zinda hun, haan kya cheez hun!
Baat seedhi karo warna mere ispe
Ek mai gareeb, upar se badtameez hun
(Woo)
Teer nikle kamaan se
Insaan haar jaata kaise insaan se
Roti, kapda, makaan se
Nahi bikte jo jeete yahan shaan se
Paisa paani tha, bahata tha
Aisa kyun? kya iraada tha
Usse puchta hun mai sawaal ye
Kyun jalayi kashti jab tairna ni aata tha?
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.