[Chorus]
Wo Lamhe, wo baatein koi na jaane
Thi kaisi raatein‚ ho‚ barsaatein
Wo bheegi-bheegi yaadein‚ wo bheegi-bheegi yaadein
[Verse 1]
Na main jaanu, na tu jaane
Kaisa hai ye mausam, koi na jaane
Kahi se hai fizaa aayi
Ghamon ki dhoop sang laayi
Khafaa ho gaye hum‚ judaa ho gaye hum
[Chorus]
Wo Lamhe, wo baatein koi na jaane
Thi kaisi raatein, ho‚ barsaatein
Wo bheegi-bheegi yaadein, wo bheegi-bheegi yaadein
[Verse 2]
Saagar ki gehraayi se gehra hai apna pyaar
Sehraoun ki in hawaon me kaise aayegi bahaar?
Kahan se ye hawa aayi??
Ghataayen kaali kyoun chhaayi
Khafaa ho gaye hum, judaa ho gaye hum
[Chorus]
Wo Lamhe, wo baatein koi na jaane
Thi kaisi raatein, ho, barsaatein

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.