
Hasan Raheem - Aisay Kaisay ft. Abdullah Kasumbi (Romanized) Lyrxo Romanizations
На этой странице вы найдете полный текст песни "Hasan Raheem - Aisay Kaisay ft. Abdullah Kasumbi (Romanized)" от Lyrxo Romanizations. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Intro]
Ankhon mein meri tujhe saadgi na dikhay
Aisay kaisay meri jaana?
Ye saari baatein jo adhoori si rakhi theen
Sun raha hai ab zamana
Hoo...
[Refrain]
Subah ko aankh khultay yaad tera aana
Ye kaisa maajra hai jaana?
Adayein teri wo jo dil ko chhoo gayi theen
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Hoo...
[Verse]
Labon pe meray ye kahani
Daastan to hai purani
Saath ham raheingay ye
Umeed karkay baithay thay
Daga kay is pahaar main
Baja raha guitar main
[Refrain]
Mun mor kay jo tu mujh say hain yun chali
Mil gaya mujhe bahana
Ye saari baatein jo adhoori si rakheen thi
Sun raha hai ab zamana
Ankhon mein meri tujhe saadgi na dikhay
Aisay kaisay meri jaana?
Ye saari baatein jo adhoori si rakhi theen
Sun raha hai ab zamana
Hoo...
[Refrain]
Subah ko aankh khultay yaad tera aana
Ye kaisa maajra hai jaana?
Adayein teri wo jo dil ko chhoo gayi theen
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na
Hoo...
[Verse]
Labon pe meray ye kahani
Daastan to hai purani
Saath ham raheingay ye
Umeed karkay baithay thay
Daga kay is pahaar main
Baja raha guitar main
[Refrain]
Mun mor kay jo tu mujh say hain yun chali
Mil gaya mujhe bahana
Ye saari baatein jo adhoori si rakheen thi
Sun raha hai ab zamana
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.