this is how it feels JANI & superdupersultan
На этой странице вы найдете полный текст песни "this is how it feels" от JANI & superdupersultan. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Verse 1]
Aayi khushbu teri, aane ka andesha hai
Mein ne pehli baar khushi se ghar sameta hai
Tu aa rahi hai, woh zamane bhar se kehta hai
Aik chahne wala tera iss taraf bhi rehta hai
Na mujh ko neend aati hai, naa chain parta hai
Seene mein aik pathar khamkha dharakta hai
Ghanudgi mein likhta hun mein gaane jaaneman
Ab hosh mein to peene wala rang badalta hai
Har sheher ke mausam dekhe hum ne saath mein
Mein tum se dil ki baatein keh gya mazak mein
Meri kitaabon ke woh phool mehke yaad mein
Tu aisa noor ke nazar lagay naqaab mein
Tum haqeeqat ho, fasana ho, ya kuch nahi
Tum meri akhri mohabbat ho to dukh nahi
Ab tu yaad karne par bhi yaad aye na
Bus aik gumaan hai, kya woh mere baad khush rahi
[Bridge]
Dhundhala-dhundhala sa paaya
Zehan mein tu jab jab aaya
Teri khoj mein kya kya jhela
Na dhoop mili na saaya
Mehroom rahe the musaafir
Ghar dhoondh rahe the musaafir
Tu ne aisa kaam dikhaya
Manzil bhool gye the musaafir

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.