Jab main chota tha
Maine A se apple padha
B se boy padha
C se cat padha
Aise karke R pe pahuncha
R se rap padha
Fir jhoote pyaar se gap badha
Fir 21 saal ki umar me di maine respect badha
Fir seekha deen-duniya ke ache bure ko mene haan halke main
Or kalke hain vo bande cuz chalke unke bhi nalke hain
Imaan ke
Or ijjat ke...
Bartan dono hi khaali hai
Jaali hai sir pr topi Gandhi ki
Pure mawali hain
Taali hai bhashan mai
Kehte mahilaon ko samman do
Or ghar pe aake kehte hain saali aadhi gharwali hai
Khud ke baare mai bolne ki kam hai ab jarurat par
Main bolu, Kam bolu, Jab bolu
Main Bolu mahurat par
Main jo bhi karta hu niptadu vo halke se dheere main
Mera kaam hi halla karde
Laa karde maachis andhere main
Ghere main leke sabko mai udata main rang chehre ke
Waqt nahi hai sunne ka sanchaar unki aap beeti ka
Bhashan ni dera main
Na hi guru bnna hai
Jaate jaate sunte jao samachaar thoda raajneeti ka

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.