0
Sainya Bina Ghar Suna - Lata Mangeshkar
0 0

Sainya Bina Ghar Suna Lata Mangeshkar

Sainya Bina Ghar Suna - Lata Mangeshkar
Sainyaan bina ghar suna, suna
Sainyaan bina ghar suna
Raahi bina jaise suni galiyaan
Bin khushabu jaise suni kaliyaan
Sainyaan bina ghar suna
Suna din kaali ratiya
Asuvan se bhigi patiya
Har aahat pe dari dari
Raah take meri ankhiyaan
Chaand bina jaise suni ratiya
Phool bina jaise suni bagiya
Sainyaan bina ghar suna
Andhiyaare baadal chhaaye
Kuchh bhi na man ko bhaaye
Dekh akeli ghere mujhe
Yaadon ke saaye saaye
Chaand bina jaise suni ratiya
Phool bina jaise suni bagiya
Sainyaan bina ghar suna
Aansu yuun na bahaao
Ye moti na lutaao
Rukati nahin hain vaqt ki dhaara
Pala pala badale jaga ye saara
Chaand bina jaise suni ratiya
Phool bina jaise suni bagiya
Sainyaan bina ghar suna
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?