0
ROHAANI ILAAJ - CHEN-K (Ft. Sunny Khan Durrani)
0 0
ROHAANI ILAAJ - CHEN-K (Ft. Sunny Khan Durrani)
VERSE 1 (CHEN-K)
Dushman se lekar duniya bhi diwaani, kahani aaj karegi ilaaj roohaani
Samaaj ki nazar mere ghar per shaitaani, yeh ghar us jaga mai Kolachi jahan ki
Khidki pe farishton ki nighraani, khidki se aai khushbu jaani pehchaani
Tajassus meri mitti ko bahar le aai, farishton ko hairaani Nadir chodta kamra ni

Jawaani ke josh me do ladke charsen peekar machaarahe the shor yeh
Ohh be tou yeh tajassus ni, tamanna charas ki jo peeta tha roz main
Dono se bola marjao nashon me, kashh lagaaleta hun main bhi ek do yeh
Bus yeh sab karte ni ese sadkon pe, gunah rehne do, band kamron me

Rehne do gunah beech me bande rabb ke, Duniyawi wakeelon ke dil thore sakht se
Gunaah ke pujaari main tum darakht ke wakt se, Rabb takht pe hota ni tou sab hote dosakh me
Sehat tou dekh apni bus haddi khaal hai, tujhe dekh ke ladke len charas ki saansen
Haske bola wo main bechta manshiyaten, jo ukhaarna hai ukhaarle hum yahan pe dus saal se

Karachi me khole the burger ke thele, tujhse pehle ae the hun dono maile
Majnu ki tarah ladki ro kyun raha hai? Dekh tere ghar se bara mera mehel yeh
Bhen k, hum dono bhaari hain bhaaari hain, jisaamat se lagre yarkaan beemaari yeh
Kia bola? kuch ni, uber gaari aari hai , wo.. Wo panty pari teri keeaari me?

Allah ke bandon yeh tum dono kin kaamon me pargae ho?
Badmaashi karo, per sehat tou dekho, hanger pe latke kapre lagre hain dono..
Yeh kiski awaaz aari hai ajeeb si, zainab aps ki humne tehqeeq ki
Lakh di lanat phir tere - mu pe, zainab ke saath baten zina panties ki
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.
Information
There are no comments yet. You can be the first!
Login Register
Log into your account
And gain new opportunities
Forgot your password?