0
Jalta Hai Badan - Lata Mangeshkar
0 0

Jalta Hai Badan Lata Mangeshkar

На этой странице вы найдете полный текст песни "Jalta Hai Badan" от Lata Mangeshkar. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.
Jalta Hai Badan - Lata Mangeshkar
Jalta hai badan
Ho ... hay! jalta hai badan
Pyaas bhadaki hai
Pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan - 2
Ishq se kah do ki le aaye kaheen se saavan
Pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan - 2
Jaane kab raat dhale, subah tak kaun jale
Daur par daur chale, aao lag jaao gale
Aao lag jaao gale kam ho seene ki jalan
Pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan - 3
O aah! jalta hai badan
Dekh jal jaayenge ham, is tabassum ki kasam
Ab nikal jaayega dam, tere baahon mein sanam
Dil pe rakh haath ki tham jaaye dil ki dhadakan
Pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan
Ishq se kah do ke le aaye kaheen se saavan
Pyaas bhadaki hai sare shaam se jalta hai badan
Jalta hai badan - 2
O ... haay jalta hai badan
Jalta hai badan ...
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.
Информация
Комментариев пока нет. Вы можете быть первым!
Войти Зарегистрироваться
Войдите в свой аккаунт
И получите новые возможности