Bhare Bazaar Mein Hum Kyon Lata Mangeshkar
На этой странице вы найдете полный текст песни "Bhare Bazaar Mein Hum Kyon" от Lata Mangeshkar. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

Bhare bazaar mein hum kyun - 2
Yeh dil ki baat le jaayen
Bhare bazaar mein hum kyun yeh dil ki baat le jaayen
Yahi achha hai apana gam hum apane saath le jaayen
Bhare bazaar mein ho o o
Zamane ne naseebon ke hawale kar diya humko
Zamane ne - 2 naseebon ke hawale kar diya humko
Jahan chahe jidhar chahe pakadkar haath le jaayen - 2
Bhare bazaar mein ho o o
Meharbaanon kabhi tumne liya tha karz jo humse
Meharbaanon - 2 kabhi tumne liya tha karz jo humse
Wahi de do samajhkar hum usse khairaat le jaayen - 2
Bhare bazaar mein ho o o
Kaha aankhen kaha baadal magar dil mein yeh aati hain
Kaha aankhen - 2 kaha baadal magar dil mein yeh aati hain
Bahut roye churakar ghar mein yeh barsaat le jaayen - 2

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.