[Verse 1]
Tujhko, main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin, kai mera yaqeen
Main jo, tera na huaa
Kisi ka nahin, kisi ka nahin
[Pre-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
[Chorus]
Begaani hai ye baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein
[Post-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar, na tujhko pataa
[Instrumental-break]
[Verse 2]
Banaati hai jo tu
Wo yaadein, jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein, shamein dhalein, mausam dhalein
Tujhko, main rakh loon wahaan
Jahaan pe kahin, kai mera yaqeen
Main jo, tera na huaa
Kisi ka nahin, kisi ka nahin
[Pre-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Hawayein, hawayein
Le jaayein tujhe kahaan
Hawayein, hawayein
[Chorus]
Begaani hai ye baaghi
Hawayein, hawayein
Le jaaye mujhe kahan
Hawayein, hawayein
[Post-Chorus]
Le jaayein jaane kahaan
Na mujhko khabar, na tujhko pataa
[Instrumental-break]
[Verse 2]
Banaati hai jo tu
Wo yaadein, jaane sang mere kab tak chale
Inhi mein to meri
Subah bhi dhalein, shamein dhalein, mausam dhalein
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.