[Intro: vinayvvs]
Jaanu main kya hota pain
Jaanu main kya hota dard
Jo bhi dono ko dekhra, ek hi advice sar niche rakh
Sar niche rakh, dundh tu purpose
Kaam pe tu lag, na fulfil urges
Khush nahi rakh tu apne demons
[Chorus: vinayvvs]
Dekha maine pain
Dekha maine dard
Despite all that karu rise up
Bhot din roya tha tootke jaanta main dard
Isi liye pray karu khush rahe sab
Siwaye unn log ke jo double cross kiye
Pray karu mareh wo jan
Break karu boundaries
Break karu hoe ka back
Rahu jidhar palm trees
Bad bad bitch hoe karu wo smash
School ke dost log karu na baat main
Hood ke dost log rakhu main saath mein
Jewel mere bahar rakhu try kar kat le
Karu agar jhol main, lunga 90% cut main
Vinayvvs, party naam mera raat le
Har roz sunne milega tujhe aage chalke
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.