[Intro]
Bichhoo mere naina, badi zehereeli ankh maare
Kamsin kamariya saali, ik thumke se lakh maare
Haaye, bichhoo mere naina, badi zehereeli ankh maare
Kamsin kamariya, saali ik thumke se lakh maare
[Pre-Chorus]
Note hazaaron ke khulle chhutta karaane aayi
Husn ki teeli se beedi-chillam jalaane aayi
[Chorus]
Aayi chikni chameli, chhup ke akeli, pawwa chadha ke aayi

[Instrumental-break]
[Verse 1]
Jungle mein aaj mangal karungi
Bhookhe shеron se khelungi main
Makkhan jaisi hatheli pе angaare le lungi main
Haaye, gehre paani ki machhli hoon Raja
Ghaat-Ghaat dariya mein ghoomi hoon main
Teri nazron ki lehron se haar ke doobi hoon main

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.