
Hanuman Setu Narci
На этой странице вы найдете полный текст песни "Hanuman Setu" от Narci. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Hook]
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Unhi ki jai manao aaj
Unhi ki jai manao aaj
Unhi ki jai manao aaj
Jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Jai manao aaj
[Narci]
Sath Dashanana yudh khatam
Laute nagar teeno ke kadam
Pushpak pe viraaj hai swami
Sath Janki, sath Lakhan
Dono jod ke haath Maruti
Ram Siya ke paas Maruti
Kare megh se baat Maruti
Gati milaate saath Maruti
Ram, Lakhan, Sita ki chhaaya
Dekh aankh ne aansu bahaya
Aaj mila deedar ka mauka
Nain, hridy mein aap mein basaya
Ravan ko bhi taar diya
Tum hath Vibhishan raaj diya
Tum Ragukul ka maan rakhe
Na raaj liya, na taaj liya
Dharm dagar pe kaaj kiya
Pita vachan ka saath diya
Veer Maruti ko Raghuveer
Hridy ke swami paas kiya
Tum kewat ko bhi daras diye
Asuro pe they garaj gaye
Maa Shabri se bhent kari
They naina jinke taras gaye
Kaanton pe jo pair rakhe
Din, shaam prabhu dopahar rakhe
Veer Maruti ke naino mein
Swami hai wo pair base
Kaanton pe jo pair rakhe
Din, shaam prabhu dopahar rakhe
Veer Maruti ke naino mein
Swami hai wo hai pair base
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Unhi ki jai manao aaj
Unhi ki jai manao aaj
Unhi ki jai manao aaj
Jai manao aaj
Shree Raja Ram Chandra ki jai manao aaj
Jai manao aaj
[Narci]
Sath Dashanana yudh khatam
Laute nagar teeno ke kadam
Pushpak pe viraaj hai swami
Sath Janki, sath Lakhan
Dono jod ke haath Maruti
Ram Siya ke paas Maruti
Kare megh se baat Maruti
Gati milaate saath Maruti
Ram, Lakhan, Sita ki chhaaya
Dekh aankh ne aansu bahaya
Aaj mila deedar ka mauka
Nain, hridy mein aap mein basaya
Ravan ko bhi taar diya
Tum hath Vibhishan raaj diya
Tum Ragukul ka maan rakhe
Na raaj liya, na taaj liya
Dharm dagar pe kaaj kiya
Pita vachan ka saath diya
Veer Maruti ko Raghuveer
Hridy ke swami paas kiya
Tum kewat ko bhi daras diye
Asuro pe they garaj gaye
Maa Shabri se bhent kari
They naina jinke taras gaye
Kaanton pe jo pair rakhe
Din, shaam prabhu dopahar rakhe
Veer Maruti ke naino mein
Swami hai wo pair base
Kaanton pe jo pair rakhe
Din, shaam prabhu dopahar rakhe
Veer Maruti ke naino mein
Swami hai wo hai pair base
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.