[Verse 1: Abdul Hannan]
Kiya baataon?
In sawalon main kab se yun phasa hun
Rakh saray safay par likh raha hun
Fasanay mein zindagi k mann
Ko kese or kese bhelaon
[Chorus: Abdul Hannan]
Tukre kaanch k bikhre zameen par
Chalna chahun par, chahaya hai har qadam
Ye dhu’an, hai sans lena saza
Oh, mmm
Woah, mmm
[Verse 2: Abdul Hannan]
Ye wafa tou bazar mai bikti ek chehra
Hakeekatain dher sari kyun lage hain
Khud ki khoj mai sab hi haal e dil mai
Ab kese samjhaon?
Hai ye uljhe daghon sa
Meri sochon ka jahan
[Chorus: Abdul Hannan]
Tukre kaanch k bikhre zameen par
Chalna chahun par, chahaya hai har qadam
Ye dhu’an, hai sans lena saza
Woah, mmm
Woah, mmm
Kiya baataon?
In sawalon main kab se yun phasa hun
Rakh saray safay par likh raha hun
Fasanay mein zindagi k mann
Ko kese or kese bhelaon
[Chorus: Abdul Hannan]
Tukre kaanch k bikhre zameen par
Chalna chahun par, chahaya hai har qadam
Ye dhu’an, hai sans lena saza
Oh, mmm
Woah, mmm
[Verse 2: Abdul Hannan]
Ye wafa tou bazar mai bikti ek chehra
Hakeekatain dher sari kyun lage hain
Khud ki khoj mai sab hi haal e dil mai
Ab kese samjhaon?
Hai ye uljhe daghon sa
Meri sochon ka jahan
[Chorus: Abdul Hannan]
Tukre kaanch k bikhre zameen par
Chalna chahun par, chahaya hai har qadam
Ye dhu’an, hai sans lena saza
Woah, mmm
Woah, mmm
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.