Sapne aukat se bade per hausle dono pe haavi rahe
Zaati sab faisle mere bas lahu k saath ab siyaahi bahe
Kya agar bana nahi kuch yeh fikar ab ander hi khaati rahe
Maara hai zor jo edhi se ser ka qasar na baaki rahe
Ek umar ka hissa lagadaala music par mene, aur bhi gaya to chalega
Mene dil se kiya har mafaad se nahi mene socha hi nahi kabhi bhale ka
Mein off camera paranoia tumhe dikha na woh wala phase mera
Woh himmat azmaish daale hum us khuda ki nazar me ek the na
Tajurbe se kehra hoon bhare bazaar me apnе hi karte nilaam hain
What goes around comes around kya jeena ab isi ka naam hai
Kalakar hoon mеin cheezein todh kar saja doo main
Aae na qalam yeh qaboon mein
Dilon me jab jab jhaanku mein
Attachments anxiety ka jhaansa hai
Naraz mujhe rehna nahi aata hai
Qismat ki lakeerein haath me hamesha woh nahi hoga jo tu chahta hai
Mein akela reh na jau kahin tu gusse ka mere koi hul to nikaal na
Khata ka putla hoon khaslat hai meri bas tu mujhe aake sambhaal na
Phir chala aaya hoon ek nayi pehchan lekar
Marenge shaan se per
Kam aqli ki hadh hai dekho mein andhera le aaya hoon chand dekar
Sunte hai sab, samajhte kuch hai k tera shaoor kidhar gaya?
He gave up on me, dad! Aap kehte kyun nahi hai k ab mein sudhar gaya
Tum likh dena qabar ki takhti per bada mashoor tha kabhi, woh mar gaya
Matlab mein J ka Jehadi hoon adab uthaliya, ilm bikhargaya
Mein duniya se kat k chala mene palat kar dekha mein akela padh gaya

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.