
Suzonn – Farq Hai (Romanized) Lyrxo Romanizations
На этой странице вы найдете полный текст песни "Suzonn – Farq Hai (Romanized)" от Lyrxo Romanizations. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Verse 1]
Main zameen, tu aasman, aur adhoori daastaan
Naate kaise jude?
Tu reshmi si pari, mujh mein kya hai saadgi
Raaste mudhe hue
[Chorus]
Hum-tum alag hain
Fark hai, fark hai, fark hai
Arz main, tu falak hai
Fark hai, fark hai, fark hai
[Post-Chorus]
Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
[Verse 2]
Naaz tu, muzir main, zid pe ab lakeer hai
Behad hain faasle
Main shaamat ka nishaan, tujh pe unko hai gumaan
Duniyaan mujhko sahe
[Chorus]
Main mohtaaj, tu dhadak hai
Fark hai, fark hai, fark hai
Main berang, tu chamak hai
Fark hai, fark hai, fark hai
Main zameen, tu aasman, aur adhoori daastaan
Naate kaise jude?
Tu reshmi si pari, mujh mein kya hai saadgi
Raaste mudhe hue
[Chorus]
Hum-tum alag hain
Fark hai, fark hai, fark hai
Arz main, tu falak hai
Fark hai, fark hai, fark hai
[Post-Chorus]
Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
Hmm-hmm-hmm
[Verse 2]
Naaz tu, muzir main, zid pe ab lakeer hai
Behad hain faasle
Main shaamat ka nishaan, tujh pe unko hai gumaan
Duniyaan mujhko sahe
[Chorus]
Main mohtaaj, tu dhadak hai
Fark hai, fark hai, fark hai
Main berang, tu chamak hai
Fark hai, fark hai, fark hai
Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.