
Atif Aslam - Tajdar-E-Haram (Romanized) Lyrxo Romanizations
On this page, discover the full lyrics of the song "Atif Aslam - Tajdar-E-Haram (Romanized)" by Lyrxo Romanizations. Lyrxo.com offers the most comprehensive and accurate lyrics, helping you connect with the music you love on a deeper level. Ideal for dedicated fans and anyone who appreciates quality music.

[Intro: Atif Aslam]
Kismat mein meri, chain se jeena likh de
Doobey na kabhi, mera safina, likh de
Jannat bhi gawaarah hai, magar, mere liye
Ae kaatib-e-taqdeer, Madina, likh de
[Chorus: Atif Aslam]
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam
Hum gareebo ke din bhi sawwar jaayenge
Hami-e-bekassa kya kahega jahaan
Hami-e-bekassa kya kahega jahaan
Aap ke dar se khaali agar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
[Verse 1: Atif Aslam]
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Aapke dar pe fariyaad, laaye hai hum
Ho nigaah-e-karam warna chaukhat pe hum
Ho nigaah-e-karam warna chaukhat pe hum
Aapka naam le le ke, mar jaayenge
[Refrain: Atif Aslam]
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Kismat mein meri, chain se jeena likh de
Doobey na kabhi, mera safina, likh de
Jannat bhi gawaarah hai, magar, mere liye
Ae kaatib-e-taqdeer, Madina, likh de
[Chorus: Atif Aslam]
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam
Tajdar-e-haram ho nigaah-e-karam
Hum gareebo ke din bhi sawwar jaayenge
Hami-e-bekassa kya kahega jahaan
Hami-e-bekassa kya kahega jahaan
Aap ke dar se khaali agar jaayenge
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
[Verse 1: Atif Aslam]
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Koi apna nahi, gham ke maare hai hum
Aapke dar pe fariyaad, laaye hai hum
Ho nigaah-e-karam warna chaukhat pe hum
Ho nigaah-e-karam warna chaukhat pe hum
Aapka naam le le ke, mar jaayenge
[Refrain: Atif Aslam]
Tajdar-e-haram
Tajdar-e-haram
Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.