Ami Mishra - Hasi (Male Version) (Romanized) Lyrxo Romanizations
На этой странице вы найдете полный текст песни "Ami Mishra - Hasi (Male Version) (Romanized)" от Lyrxo Romanizations. Lyrxo предлагает вам самый полный и точный текст этой композиции без лишних отвлекающих факторов. Узнайте все куплеты и припев, чтобы лучше понять любимую песню и насладиться ею в полной мере. Идеально для фанатов и всех, кто ценит качественную музыку.

[Chorus]
Haan hasi ban gaye, haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan, meri zameen ban gaye
Haan hasi ban gaye, haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan, meri zameen ban gaye
[Verse 1]
Haan hum badalne lage, girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein, teri ore chalne lage
Haan hum badalne lage, girne sambhalne lage
Jab se hai jaana tumhein, teri ore chalne lage
Har safar har jagah, har kahin ban gaye
Maante te khuda, aur haan wahi ban gaye
[Chorus]
Haan hasi ban gaye, haan nami ban gaye
Tum mere aasmaan, meri zameen ban gaye
[Verse 2]
Pehchaante hi nahi, ab log tanha mujhe
Meri nigahon main bhi, hai dhoondte wo tujhe
Pehchaante hi nahi, ab log tanha mujhe
Meri nigahon main bhi, hai dhoondte wo tujhe
Hum te dhoondte jise, wo kami ban gaye
Tum meri ishq ki, sar zameen ban gaye

Комментарии (0)
Минимальная длина комментария — 50 символов.