Log chidte hai mujhse main gaane gata hun
Aur asli naam rakha billal
Par mujhe pata hai ki khuda ko
Dekhne ke raste pe nahin hu filhal
Filhal iss duniya se ladra hun ladne de
Jo paana chahta hu hasil to karne de
Fir jo krunga khuda khud bolega
Waah kya kiya kamaal
Tauba tauba badi baat nahin
Badi badi meri soch hai
Tere jaise salah dene wale milte roz hai
Haan roz main yeh soch leke karta hun kaam
Aaj nahin toh kal pehchanoge mera naam
Par main naam bada karne nahin kaam badhane aaya hun
Kisko kya karna hai jeeke sikhaya
Jhukaya sar neeche dhyan manzil ke aur
Mehnat mera haan macha dega shor
Aaj main bore lagunga kyuki batein kathore
Jo na samjhe baton ko unko main karta ignore
Teri aur chale aayegi mehbooba bade pyaar se
Kaamyabi payega jab mulakat kare har se

Comments (0)
The minimum comment length is 50 characters.